Saturday 16 June 2012

kuch alfaaz dil se nikle- kuch zehan se


Aashiqui ek marz hai
Samajh ke chal aye dil
Is Marz ki dawa hai
Ek muskaan ek haseen hi

Har waqt ek aahat ka intezaar hai
Har intezaar koi dil mein hai
Har dil ki dhadkan mein ek chot
Har chot ko haasil hai mohabbat



Raahat aa jaaye tum agar mile
Ruswa mit jaaye tum agar mile
Rehmat uski tum agar mile
Chahat tumhari tum agar mile

Ek chot....Ek chot dil ko dastak dethi
Ek chot saanson se khelthi
Ek chot karein haseen ko kheemthi
Ek chot rula de har gadi


my very humble respects to mehdi saab- who i heard through my brother's intro to ranjhish hi sahi- the above are words that are from the heart and in a language i speak haphazardly - so pardon if there are any diction or grammatical incongruousness.

No comments: